% \startsong \stitle{ye duniyaa vaale puuchh.Nge, mulaaqaat huii kya baat huii}% \film{Mahal}% \year{1969}% \starring{Dev Anand, Asha Parekh}% \singer{Asha, Kishore}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Prashant Kulkarni (praskulk@barbier.engin.umich.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Comments: Picturised on Asha Parekh and Dev Anand % \printtitle #indian % ye duniyaa vaale puuchh.Nge mulaaqaat huii kyaa baat huii ye baat kisIse nA kahanaa ye duniyaa vaale puuchh.Nge ye baat agar koI puuchhe kyo.n nain tere jhuk jaate hai.n tum kahanaa inakii aadat hai ye nain yuu.Nhii sharamaate hai.n tum logo.n se ye nA kahanaa saa.Nvariyaa se laage nainaa \- 2 mai.n to ye raaz chhupaa luu.ngii tum kaise dil ko sambhaaloge dil kyA tum to dIvaaro.n pe merI tasviir banaa loge dekho ye kaam nahii.n karanaa mujhako badanaam nahii.n karanaa \- 2 ye duniyaa vaale puuchh.Nge ye puuchh.Nge vo kaun hai jo chupake sapano.n me.n AtA hai ye puuchh.Nge vo kaun hai jo mere dil ko ta.Dapaataa hai tum meraa naam nahii.n lenaa sar pe ilzaam nahii.n lenaa \- 2 ye duniyaa vaale puuchh.Nge % #endindian \endsong %