% \startsong \stitle{ye raate.n ye mausam nadii kaa kinaaraa ye cha.nchal havaa}% \film{Dilli Ka Thug}% \year{1958}% \starring{Kishore, Nutan}% \singer{Kishore, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: % Credits: Ravi Subbarao (subbarao@nmsu.edu) % (R2RN@VM1.CC.UAKRON.EDU) % Anoop K Verma % Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ki: ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa aa: kahaa do dilo.n ne, kii ho.nge na mil kar, kabhii ham judaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa aa: ye kyaa baat hai aaj kii chaa.ndanii me.n \- 2 ke ham kho gaye pyaar kii raaginii me.n ki: ye baaho.n me.n baahe.n, ye bahakii nigaahe.n lo aane lagaa zi.ndagii kaa mazaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa ki: sitaaro.n kii mahafil ne karake ishaaraa \- 2 kahaa ab to saaraa jahaa.N hai tumhaaraa aa: muhabbat javaa.N ho, khulaa aasamaa.N ho kare koI dil aarazuu aur kyaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa aa: qasam hai tumhe tum agar mujhase ruuThe \- 2 ki: rahe saa.ns jab tak, ye ba.ndhan na TuuTe aa: tumhe.n dil diyaa hai, ye vaadaa kiyaa hai sanam mai.n tumhaarii rahuu.Ngii sadaa ki: ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa (dono): kahaa do dilo.n ne, kii ho.nge na mil kar, kabhii ham judaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa % #endindian \endsong %