% \startsong \stitle{yahii vo jagah hai, yahii vo fizaa hai}% \film{Ye Raat Phir Na Aayegi}% \year{1966}% \starring{Prithviraj Kapoor, Biswajeet, Sharmila Tagore, Mumtaz}% \singer{Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % yahii vo jagah hai, yahii vo fizaa hai yahI.n par kabhI Ap hamase mile the inhe.n ham bhalA kis tarah bhUl jAye.n yahI.n par kabhI Ap hamase mile the yahi vo jagah hai \threedots yahI.n par merA hAth, hAtho.n me.n lekar kabhI nA bichha.Dane kA, vAdA kiyA thA sadA ke liye ho gae ham tumhAre gale se lagA kar hame.n ye kahA thA kabhI kam nA ho.ngI hamArI vafAe.n yahI.n par kabhI Ap hamase mile the yahi vo jagah hai \threedots yahI.n par vafA kA, nayA ra.ng bhar ke banAI thI chAhat kI, tasavIr tumane yahI.n kI bahAro.n se, phUlo.n ko chun kar sa.nvArI thI ulafat kI, taqadIr tumane vo dil Apako yAd kaise dilAye yahI.n par kabhI Ap hamase mile the yahi vo jagah hai \threedots % #endindian \endsong %