% \startsong \stitle{zi.ndagii ek safar hai suhaanaa}% \film{Andaaz}% \year{}% \starring{Rajesh Khanna}% \singer{Kishore}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Editor: % \printtitle #indian % (zi.ndagii ek safar hai suhaanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa ) \- 2 (ha.Nsate gaate jahaa.N se guzar duniyaa kii tuu paravaah na kar ) \- 2 muskuraate hue din bitaanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa haa.N zi.ndagii ek safar \threedots (maut aanii hai aaegii ik din jaan jaanii hai jaaegii ik din ) \- 2 aisii baato.n se kyaa ghabaraanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa haa.N zi.ndagii ek safar \threedots (chaa.Nd taaro.n se chalanaa hai aage aasamaano.n se ba.Dhanaa hai aage ) \- 2 piichhe rah jaaegaa ye zamaanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa haa.N zi.ndagii ek safar \threedots % #endindian \endsong %