% \startsong \stitle{aa.Nkho.n kaa taaraa, praaNo.n se pyaaraa}% \film{Aansoo}% \year{1953}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % aa.Nkho.n kaa taaraa praaNo.n se pyaaraa jug jug jiye meraa laal re merii umariyaa mil jaaye tujhako jiita rahe sau saal re aa.Nkho.n kaa taaraa praaNo.n se pyaaraa \threedots pahale baras meraa nanhaa saa raajaa kuu.N kuu.N muu.N muu.N bole duuje baras bole roTii ko loTii maiyyaa kaa dil Dole re maa.Nge khilaune gaa.Dii gho.De jabake lage tiijaa saal re aa.Nkho.n kaa taaraa praaNo.n se pyaaraa \threedots chauthe baras khele gillii DaNDaa paise maa.N se maa.Nge re naTakhaT raajaa maa.N ko sataaye maa.N piichhe vo aage re ho~ o~ o~ o~ paaThashaalaa baabuu banakar jaaye meraa laal re aa.Nkho.n kaa taaraa praaNo.n se pyaaraa \threedots khushiyo.n kii kiraNe.n phailaaye jag me.n puunam kaa cha.ndaa hamaaraa re bole baabul laa de dulhaniyaa beTaa javaahar hamaaraa re o merii maiyyaa laal dushaalaa beTaa chalaa sasuraal re aa.Nkho.n kaa taaraa praaNo.n se pyaaraa \threedots % #endindian \endsong %