% \startsong \stitle{aaj jaane kii zidd na karo}% \film{}% \year{}% \starring{}% \singer{Habib Wali Mohammad / Farida Khanum}% \music{}% \lyrics{Faiyyaz Hashmi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % aaj jaane kii zidd na karo yuu.Nhii pahaluu me.n baiThe raho haay, mar jaaye.nge ham to luT jaaye.nge aisii baate.n kiyaa na karo tum hii socho zaraa, kyo.n na roke.n tumhe.n? jaan jaatii hai jab uTh ke jaate ho tum tumako apanii qasam jaan\-e\-jaa.N baat itanii merii maan lo aaj jaane kii \threedots vaqt kii qaid me.n zi.ndagii hai magar cha.nd gha.Diyaa.N yahii hai.n jo aazaad hai.n inako khokar kahii.n, jaan\-e\-jaa.N umr bhar na tarasate raho aaj jaane kii \threedots kitanaa maasuum ra.ngiin hai ye samaa husn aur ishq kii aaj me.n raaj hai kal kii kisako khabar jaan\-e\-jaa.N rok lo aaj kii raat ko aaj jaane kii \threedots % #endindian \endsong %