% \startsong \stitle{ai chaa.Nd pyaar meraa tujhase ye kah rahaa hai}% \film{Khazana}% \year{1951}% \starring{Madhubala}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Hrishi Dixit % Transliterator: Hrishi Dixit % Date: January 5, 2000 % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % ai chaa.Nd pyaar meraa tujhase ye kah rahaa hai tuu bevafaa na honaa tuu bevafaa na honaa, duniyaa to bevafaa hai ai chaa.Nd pyaar meraa \threedots nikharegii chaudahavii.n ko jis dam terii javaanii miT jaayegii jahaa.N se us din merii kahaanii sab aasare to chhuuTe sab aasare to chhuuTe, ek teraa aasaraa hai ai chaa.Nd pyaar meraa \threedots kii hai agar muhabbat tuune kabhii kisii se o aasamaa.N ke pyaare phir arz hai tujhii se puuraa kabhii na honaa puuraa kabhii na honaa ye merii iltajaa hai ai chaa.Nd pyaar meraa \threedots % #endindian \endsong %