% ITRANS Song # % \startsong \stitle{merii majabuuriyo.n pe jahaa.N chup rahaa}% \film{Durgesh Nandini}% \year{1956}% \starring{Bina Rai, Nalini Jaywant, Pradeep Kumar, Ajit}% \singer{Lata}% \music{Hemant Kumar}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Audio on: % Contributor: K Vijay Kumar, Abhay Phadnis % Transliterator: K Vijay Kumar, Abhay Phadnis % Date: 7 Nov 2004 % Series: Latanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % ##Prelude## jo teraa pyaar na milataa to kyuu.N jiye hote sadaa hii maut kii ham aarazuu kiye hote milaa thaa ek hii dil vo bhii de diyaa tujhako hazaar dil bhii jo hote tere liye hote ##After a brief dialogue and some dance music, the song starts## (merii majabuuriyo.n pe jahaa.N chup rahaa yah zamii.n chup rahii aasamaa.N chup rahaa) \-2 (waqt par kaam aa_ii na apanii zubaa.N kaun kahataa mere dard kii daastaa.N) \-2 hamasafar chup rahe kaaravaa.N chup rahaa yah zamii.n chup rahii aasamaa.N chup rahaa merii majabuuriyo.n pe \threedots (jab muhabbat kii duniyaa miTaa_ii ga_ii aasamaa.N tak bhii merii duhaa_ii ga_ii) \-2 meraa maalik, meraa raazadaa.N chup rahaa yah zamii.n chup rahii aasamaa.N chup rahaa merii majabuuriyo.n pe \threedots % #endindian \endsong