% ITRANS Song # % \startsong \stitle{ai pardaanashii.n ye ishq kahii.n}% \film{Teerandaaz}% \year{1955}% \starring{Madhubala, Ranjan}% \singer{Lata, chorus}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Audio on: Personal collection % Contributor: Satish Kalra % Transliterator: Satish Kalra % Date: 16 Dec 2004 % Series: Latanjali % Comments: A ghazal style lilting song % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % la: ai pardaanashii.n ye ishq kahii.n pardo.n me.n chhupaayaa jaataa hai naadaan kahii.n in sholo.n ko siine me.n dabaayaa jaataa hai ko: aa aa aa la: pardo.n me.n abhii hone de jawaa.N a.Ndaaz ye tiira.ndaazii ke a.Ndaaz ye sab rah jaate hai.n jab tiir chalaayaa jaataa hai ko: ai pardaanashiin\threedots la: maanaa ke zabaa.N Kaamosh rahe aa.Nkho.n pe magar kaabuu kisakaa maanaa ke zabaa.N Kaamosh rahe aa.Nkho.n pe magar kaabuu kisakaa afasaanaa-e-dil ho.nTho.n se nahii.n aa.Nkho.n se sunaayaa jaataa hai ko: ai pardaanashii.n\thredots la: is aaga kaa bujhanaa mushkil hai is raaz kaa chhupanaa mushkil hai hote hai.n jahaa.N bhar me.n charache, jitanaa ye chhupaayaa jaataa hai ko: ai pardaanashii.n\threedots % #endindian \endsong