% ITRANS Song # % \startsong \stitle{ek hii baat zamaane kii kitaabo.n me.n nahii.n ##Rafi Ghazal##}% \film{(Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Rafi}% \music{Taj Ahmed Khan}% \lyrics{Sudarshan Faakir}% % % Audio on: % Contributor: U.V. Ravindra % Transliterator: U.V. Ravindra % Date: 12 Jan 2005 % Series: Andaaz-e-Bayaan Aur % Comments: % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % ek hii baat zamaane kii kitaabo.n me.n nahii.n jo Gam\-e\-dost me.n nashshaa hai sharaabo.n me.n nahii.n husn kii bhiikh na maa.Nge.nge, na jalwo.n kii kabhI ham faqiiro.n se milo khul ke, hijaabo.n me.n nahii.n har jagah phirate hai.n aawaaraa Kayaalo.n kii tarah ye alag baat hai ham aapake Kwaabo.n me.n nahii.n na Dubo saaGar\-o\-miinaa me.n ye Gam, ai 'faakir' ki maqaam inakaa dilo.n me.n hai, sharaabo.n me.n nahii.n % #endindian \endsong