% ITRANS Song # % \startsong \stitle{tuu ruuThaa to mai.n ro duu.Ngii}% \film{Jawani}% \year{1984}% \starring{Karan Shah, Neelam}% \singer{Asha, Amit Kumar}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulshan Bawra}% % % Audio on: MIL/Universal % Tags: % Contributor: George Thomas % Transliterator: George Thomas % Date: 21 Mar 2005 % Series: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT) % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % aashaa: (tuu ruuThaa to mai.n ro duu.Ngii sanam)\-2 (aajaa merii baaho.n me.n aa)\-2 tuu ruuThaa to mai.n ro duu.Ngii sanam (aajaa merii baaho.n me.n aa)\-2 (le legii jaa.N merii terii naaraazagii jis me.n tuu Kush rahe merii us me.n Kushii)\-2 tuu ruuThaa to mai.n ro duu.Ngii sanam (aajaa merii baaho.n me.n aa)\-2 amit: ho terii ye saadagii ye bholaapan teraa meraa nasiib hai khilataa joban teraa aashaa: merii bahaar tuu meraa qaraar tuu mastii se bhar diyaa tuune jiivan meraa amit: (tuu merii hai mai.n teraa huu.N sanam)\-2 (pagalii hai kyaa ha.Ns de zaraa)\-2 aashaa: chupake se bol de dil me.n jo baat hai ab ko_ii Dar nahii.n apanii har raat hai amit: apanaa ye pyaar bhii puujaa se kam nahii.n mujhako ye naaz hai tuu mere saath hai aashaa: (tuu ruuThaa to mai.n ro duu.Ngii sanam)\-2 (aajaa merii baaho.n me.n aa)\-2 amit: (tuu merii hai mai.n teraa huu.N sanam)\-2 (pagalii hai kyaa ha.Ns de zaraa)\-2 % #endindian \endsong