% ITRANS Song # % \startsong \stitle{diivaanaa ye paravaanaa shammaa pe aayaa}% \film{Albela}% \year{1951}% \starring{Geeta Bali, Bhagwan}% \singer{Lata, Chitalkar, Chorus}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 25 Mar 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % chitalakar : diivaanaa, ye paravaanaa, shammaa pe aayaa leke dil kaa nazaraanaa koras : diivaanaa, paravaanaa, shammaa pe aayaa leke dil kaa nazaraanaa chitalakar : jaan jalaa_e sukh paa_e, jalane me.n mazaa aa_e (2) jalane ke Dha.ng niraale, samajhe.n kyaa duniyaavaale ai ishq teraa afasaanaa koras : shammaa pe aayaa leke dil kaa nazaraanaa diivaanaa, paravaanaa, shammaa pe aayaa leke dil kaa nazaraanaa lataa : paravaane ke pa.nkh jalaake shammaa bhii pachhataa_e (2) yaad me.n paravaane kii subah tak jaan jalaa_e ho o khel nahii.n dil kaa lagaanaa koras : shammaa pe aayaa leke dil kaa nazaraanaa ye diivaanaa, ye paravaanaa, shammaa pe aayaa leke dil kaa nazaraanaa chitalakar : jalane jalaane me.n kahaanii hai pyaar kii lataa : miTane miTaane me.n javaanii hai pyaar kii chitalakar : pyaar me.n maranaa lataa : ho jiine kaa bahaanaa koras : shammaa pe aayaa leke dil kaa nazaraanaa ye diivaanaa, ye paravaanaa, shammaa pe aayaa leke dil ka nazaraanaa (2) % #endindian \endsong