% ITRANS Song # % \startsong \stitle{bemausam bahaar}% \film{Bundal Baaz}% \year{1976}% \starring{Rajesh Khanna, Sulakshana Pandit}% \singer{Kishore, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: MIL/Universal % Tags: % Contributor: George Thomas % Transliterator: George Thomas % Date: 13 Jan 2006 % Series: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT) % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % kishor: bemausam bahaar ke din kaise aaye in baaho.n me.n pyaar se tum jaise aaye lataa: chalo re nikal jaaye.n kahii.n nikal ke machal jaaye.n kahii.n re kishor: bemausam bahaar ke din kaise aaye kishor: ye terii do aa.Nkhe.n dil me.n meraa pyaar mil jaaye.n to laharo.n ko bhii aa jaaye qaraar to aajaa ki mil jaaye.n gale lataa: khule aasamaano.n ke tale re kishor: bemausam bahaar ke din kaise aaye lataa: in baaho.n me.n pyaar se tum jaise aaye lataa: jab se tuu hai dilabar mujhape meharabaa.N tere dam pe jannat hai.n mere dono.n jahaa.N jahaa.N bhii gaye ham ai sanam kishor: bahaaro.n ne chuume hai.n qadam haaye kishor: bemausam bahaar ke din kaise aaye lataa: in baaho.n me.n pyaar se tum jaise aaye dono.n: chalo re nikal jaaye.n kahii.n nikal ke machal jaaye.n kahii.n re % #endindian \endsong