% ITRANS Song # % \startsong \stitle{koii jhanakaar hai naGamaa hai}% \film{Janam Se Pehle}% \year{1994}% \starring{Raj Babbar, Farha}% \singer{Amit Kumar, Suresh Wadkar}% \music{R D Burman}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % % Audio on: HMV % Tags: % Contributor: George Thomas % Transliterator: George Thomas % Date: 19 Jan 2006 % Series: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT) % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % amit: (koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai)\-2 tuu kiran hai ki kalii hai ki sabaa hai kyaa hai suresh: koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai tuu kiran hai ki kalii hai ki sabaa hai kyaa hai koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai amit: (terii aa.Nkho.n me.n kaii ra.ng jhalakate dekhe)\-2 suresh: (terii aa.Nkho.n me.n kaii ra.ng jhalakate dekhe)\-2 amit: saadagii hai ki jhijhak hai ki hayaa hai kyaa hai koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai suresh: tuu kiran hai ki kalii hai ki sabaa hai kyaa hai koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai (ruuh kii pyaas bujhaa dii hai terii qurbat ne)\-2 amit: (ruuh kii pyaas bujhaa dii hai terii qurbat ne)\-2 suresh: tuu koii jhiil hai jharanaa hai ghaTaa hai kyaa hai koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai amit: tuu kiran hai ki kalii hai ki sabaa hai kyaa hai koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai amit: (naam ho.nTho.n pe teraa aaye to raahat sii mile)\-2 suresh: (naam ho.nTho.n pe teraa aaye to raahat sii mile)\-2 amit: tuu tasallii hai dilaasaa hai duaa hai kyaa hai koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai suresh: tuu kiran hai ki kalii hai ki sabaa hai kyaa hai dono.n: koii jhanakaar hai naGamaa hai sadaa hai kyaa hai % #endindian \endsong