% ITRANS Song # % \startsong \stitle{subah kii dhuup sii}% \film{Dhoop}% \year{2003}% \starring{}% \singer{Hariharan, Shreya Ghoshal}% \music{Lalit Sen}% \lyrics{Nida Fazli}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Jaydutt Shukla % Transliterator: Jaydutt Shukla % Date: 2 Feb 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % hariharan: subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii merii saa.Nso.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii sochatii thii.n jise meri tanahaa_iyaa.N thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar shreyaa: dhuup me.n chhaa.Nv sii shaharo.n me.n gaa.Nv sii merii raaho.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii sochatii thii.n jise meri tanahaa_iyaa.N thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar hariharan: jab tum gum thii tab bhii tum thii jitanaa mai.n thaa utanii tum thii shreyaa: duur the jab tum paas the aise nii.nd se jhaa.Nke sapanaa jaise koii jaanaa apanaa jaise hariharan: subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii shreyaa: merii raaho.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N hariharan: dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii shreyaa: sochatii thii.n jise merii tanahaa_iyaa.N hariharan: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar shreyaa: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar shreyaa: pa.nchii jaage ma.nzar Dole ghar ke chhup chhup haa.N kone bole hariharan: lekar tumase ruup sunaharaa dhulaa a.Ndheraa sajaa saveraa har darpaN me.n ho ek hii cheharaa shreyaa: dhuup me.n chhaa.Nv sii shaharo.n me.n gaa.Nv sii merii raaho.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii hariharan: sochatii thii.n jise meri tanahaa_iyaa.N hariharan: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar shreyaa: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar hariharan: subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii merii saa.Nso.n me.n thii.n jisakii parachhaai.Nyaa.N subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii merii saa.Nso.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N % #endindian \endsong