% \startsong \stitle{aa rii aa jaa ni.ndiyaa tuu le chal kahii.n u.Dan khaTole me.n}% \film{Kunwara Baap}% \year{1974}% \starring{Mahmood}% \singer{Kishore, Lata}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Vinay P Jain \printtitle #indian % kishor: aa rii aa jaa, ni.ndiyaa tuu le chal kahii.n u.DanakhaTole me.n, duur duur duur yahaa.N se duur meraa to ye jiivan tamaam mere yaar bharaa dukh se par mujhako jahaa.N me.n milaa sukh kaun ba.Daa tujhase tere liye merii jaa.N, zahar hazaar, mai.n pii luu.Ngaa taj duu.Ngaa duniyaa, ek tere, sa.ng jii luu.Ngaa o nazar ke nuur % Singer(s): KK & Lata kishor aur lataa: aa rii aa jaa, ni.ndiyaa tuu le chal kahii.n u.DanakhaTole me.n, duur duur duur yahaa.N se duur ye sach hai ki mai.n agar sukh chain dilaataa huu.N terii duniyaa se mai.n phir kahii.N kab duur chalaa jaauu.N nahii.n mere ## daddy, ## aisii baat, phir se naa kahanaa rahegaa naa jab tuu phir mujhako bhii nahii.N rahanaa naa jaa tuu hamase duur % #endindian \endsong %