% ITRANS Song # % \startsong \stitle{jab tere pyaar kaa afasaanaa likhaa hai mai.nne}% \film{(Non-film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Rafi}% \music{Maqbool-Iqbal Hussain}% \lyrics{Aish Kanwal}% % % Audio on: % Tags: Ghazal % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 25 Aug 2006 % Series: Andaaz-e-Bayaan Aur % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % jab tere pyaar kaa afasaanaa likhaa hai mai.nne har jagah apane ko diiwaanaa likhaa hai mai.nne beKudii ne mujhe phir hosh me.n aane na diyaa terii aa.Nkho.n ko hii maiKaanaa likhaa hai mai.nne kaun huu.N kyaa huu.N mujhe apanii Kabar kuchh bhii nahii.n aaj Kud apane ko begaanaa likhaa hai mai.nne jabase dekhaa hai tere ghar me.n bahaaro.n kaa hujuum apane is ghar ko hii viiraanaa likhaa hai mai.nne % #endindian \endsong