% ITRANS Song #21079 % \startsong \stitle{Kwaab thaa yaa Kayaal thaa kyaa thaa}% \film{(Non-film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Sudha Malhotra}% \music{Jagjit Singh}% \lyrics{Mushafi}% % % Audio on: HMV: 50 years of Ghazals % Tags: Ghazal % Contributor: Animesh Kumar % Transliterator: Animesh Kumar % Date: 2 Oct 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % Kwaab thaa yaa Kayaal thaa kyaa thaa hijr thaa yaa visaal thaa kyaa thaa chamakii bijalii sii par na samajhe ham husn thaa yaa jamaal thaa kyaa thaa jisako ham roz\-e\-hijr samajhe the maah thaa wo ki saal thaa kyaa thaa "musahafii" kal jo chup saa baiThaa thaa kyaa tujhe kuchh malaal thaa kyaa thaa % #endindian \endsong