% ITRANS Song #21108 % \startsong \stitle{jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa}% \film{Adaa}% \year{1951}% \starring{Shekhar}% \singer{Talat Mahmood}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Behzad Lucknavi}% % % Audio on: HMV (LEGENDS-Talat Mahmood-vol1) % Tags: % Contributor: Badr % Transliterator: Badr % Date: 17 Oct 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa use dil me.n apane basaa na sake par ab ye tamannaa hai dil ki hame.n yaad bhii usakii aa na sake dhokhaa ye teraa kab tak chalataa jo haal thaa aaKir khul ke rahaa (2) dil TuuT gayaa achchhaa hii huaa ham aur to Thokar khaa na sake jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa \threedots ab aur nahii.n ulajhan koii ik chiiz abhii tak baaqii hai (2) kyo.n Gair ko ham apanaa samajhe is Gam ko dil se bhulaa na sake jise dil me.n basaanaa chaahaa thaa \threedots % #endindian \endsong