% ITRANS Song #21115 % \startsong \stitle{jab chhaaye kabhii saawan kii ghaTaa}% \film{Reshmi Roomal}% \year{1961}% \starring{Manoj Kumar}% \singer{Talat Mahmood}% \music{Babul}% \lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}% % % Audio on: HMV (LEGENDS-Talat Mahmood-vol 4) % Tags: Ghazal % Contributor: Badr % Transliterator: Badr % Date: 21 Oct 2006 % Series: % Comments: based on Raga Jhinjhoti % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % jab chhaa_e kabhii saawan kii ghaTaa ro ro ke na karanaa yaad mujhe ai jaan\-e\-tamannaa Gam teraa kar de na kahii.n barabaad mujhe jab chhaa_e kabhii saawan kii ghaTaa (jo mast bahaare.n aa_ii thii.n vo ruuTh ga_ii.n us gulashan se) \-2 jis gulashan me.n do din ke li_e qismat ne kiyaa aabaad mujhe jab chhaa_e kabhii saawan kii ghaTaa (vo raahii huu.N pal bhar ke li_e jo zulf ke saa_e me.n Thaharaa)/-2 ab leke chalii hai duur kahii.n ai ishq terii bedaad mujhe jab chhaa_e kabhii saawan kii ghaTaa (ai yaad\-e\-sanam ab lauT bhii jaa kyo.n aa ga_ii tuu samajhaane ko) \-2 mujhako ye meraa Gam kaafii hai tuu aur na kar naashaad mujhe jab chhaa_e kabhii saawan kii ghaTaa ro ro ke na karanaa yaad mujhe ai jaan\-e\-tamannaa Gam teraa kar de na kahii.n barabaad mujhe jab chhaa_e kabhii saawan kii ghaTaa % #endindian \endsong