% ITRANS Song #21169 % \startsong \stitle{Kizaa.N ke daur me.n aise bhii kuch maqaam aae}% \film{(Non-Film)}% \year{1973}% \starring{}% \singer{Talat Mahmood}% \music{Murli Manohar Swaroop}% \lyrics{Raaz Illahabadi}% % % Audio on: HMV (Bazm-e-Talat) % Tags: Ghazal, Urdu % Contributor: Badr % Transliterator: Badr % Date: 9 Jan 2007 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % Kizaa.N ke daur me.n aise bhii kuchh maqaam aae gulo.n pe waqt pa.Daa hai to Kaar kaam aae kisii ne qadr na kii mere diidaa\-e\-tar kii zamii.n pe ashq gire aasamaa.N ke kaam aae mai.n unakii bazm se ghabaraa ke uThane waalaa thaa phir unakii miiThii nazar ke kahii.n salaam aae wo shammaa kyaa jo kisii ek a.njuman me.n jale ek aisii shammaa jalaao jo sabake kaam aae % #endindian \endsong