% ITRANS Song #21214 % \startsong \stitle{tumhii.n dekho naa}% \film{Kabhi Alvida Naa Kehna}% \year{2006}% \starring{}% \singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam}% \music{Shankar-Ehsaan-Loy}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: jaydutt shukla % Transliterator: jaydutt shukla % Date: 4 Mar 2007 % Series: % Comments: % % Editor's note: Sonu Nigam sings the word "tumhaaraa" in this song as if it were % a combination of the two words "tum" and "haaraa" (lost). Linguistically speaking, this is wrong. % "tumhaaraa" should be pronounced with a 'weight' exactly like "hamaaraa". The 'mh' sound in % the middle of the word is an aspirated 'ma'. To get an idea of how to pronounce an aspirated 'ma', % listen to the Rajasthani words (mhaare hiva.De me.n etc) at the beginning of the Chandni song "moranii baagaa.N maa.N bole" % % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % so: tumhii.n dekho naa ye kyaa ho gayaa tumhaaraa huu.N mai.n aur tum merii al: mai.n hairaan huu.N tumhe.n kyaa kahuu.N ki din me.n huii kaisii chaa.Ndanii so: jaagii\-jaagii sii hai phir bhii Kwaabo.n me.n hai kho_ii\-kho_ii zindagii so: tumhii.n dekho naa \threedots so: bahake\-bahake se man, mahake\-mahake se tan ujalii\-ujalii fizaao.n me.n hai.n al: aaj ham hai.n jahaa.N, kitanii ra.ngiiniyaa.N chhalakii\-chhalakii nigaaho.n me.n hai.n so: niilii\-niilii ghaTaao.n se hai chhan rahii halakii\-halakii roshanii tumhii.n dekho naa \threedots al: mai.n to anajaan thii yuu.N bhii hogaa kabhii pyaar barasegaa yuu.N TuuT ke so: sach ye iqaraar hai sach yahii pyaar hai baaqii ba.ndhan hai.n sab jhuuTh ke al: merii saa.Nso.n me.n hai ghul rahii pyaar kii dhiimii\-dhiimii raaginii so: tumhii.n dekho naa \threedots % #endindian \endsong