% ITRANS Song #21256 % \startsong \stitle{o ga.ngaa maiyaa paar lagaa de mere sapano.n kii naiyaa}% \film{Chandan Ka Palna}% \year{1967}% \starring{Dharmendra, Meena Kumari}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: HMV % Tags: % Contributor: Abhijit Deonath % Transliterator: Abhijit Deonath % Date: 17 Jun 2007 % Series: Geetanjali, THGHT % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % o ga.ngaa maiyaa - 2 paar lagaa de mere sapano.n kii naiyaa - 2 o ga.ngaa maiyaa \threedots guzare idhar se bhii kaalii ghaTaaye.n - 2 maa.N terii mamataa ko degii duaaye.n - 2 dukhiyaa ke aa.Ngan kii tuu thii kalaiyaa o ga.ngaa maiyaa \threedots jisaliye nainaa taras rahe hai.n saawan bhaado se baras rahe hai.n - 2 sandes laike wo aaye purawaiyaa o ga.ngaa maiyaa \threedots suunaa pa.Daa hai chandan kaa palanaa - 2 palane me.n jhuule ek chandaa saa lalanaa - 2 jaise yashodaa kaa kRRiShNa kanhaiyaa o ga.ngaa maiyaa \threedots % #endindian \endsong