% ITRANS Song #21272 % \startsong \stitle{tuu mere saath-saath aasamaa.N se aage chal}% \film{Raju Ban Gaya Gentleman}% \year{1992}% \starring{Amrita Singh, Shahrukh Khan}% \singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{}% % % Audio on: Tips % Tags: % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 12 Aug 2007 % Series: Hits of the 1990s % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % alakaa : (tuu mere saath\-saath aasamaa.N se aage chal tujhe pukaarataa hai teraa aanevaalaa kal) (2) na_ii hai.n ma.nzile.n na_e hai.n raaste nayaa\-nayaa safar hai tere vaaste na_ii\-na_ii hai zi.ndagii, na_ii\-na_ii hai zi.ndagii husn hai shaam hai, uThaa le jaam tuu Kushii kaa vaqt hai ye teraa, manaa le jashn zi.ndagii kaa ye shaam aaj kii tere hii naam hai, teraa nasiib bhii teraa Gulaam hai kyaa hasiin ye makaam hai tuu mere saath\-saath \threedots saanuu : husn se bhii hasii.n hai.n Kvaab merii zi.ndagii ke is Kushii se pare hai.n mo.D aur bhii Kushii ke mai.n dekhataa nahii.n kabhii idhar\-udhar, bas apanii ma.nzilo.n pe hai merii nazar dekh mujhako mere hamasafar alakaa : tuu mere saath\-saath \threedots % #endindian \endsong