% ITRANS Song #21388 % \startsong \stitle{ai dil machal machal ke yuu.N}% \film{Main Suhagan Hoon}% \year{1964}% \starring{Mala Sinha, Ajeet, Nishi, Nazir Husain, Tiwari, Kewal Kumar, Mishra}% \singer{Lata}% \music{Lachchhi Ram}% \lyrics{Bootaram Sharma}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Deepak Sabnis % Transliterator: Deepak Sabnis % Date: 17 Jan 2009 % Series: Latanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % ai dil machal machal ke yuu.N, rotaa hai zaar zaar kyaa ai dil machal machal ke yuu.N, rotaa hai zaar zaar kyaa apanaa chaman uja.D gayaa, aayegii ab bahaar kyaa apanaa chaman uja.D gayaa, aayegii ab bahaar kyaa ai dil machal machal ke yuu.N, rotaa hai zaar zaar kyaa pahale zaraa ha.Nsaa diyaa, jii bhar ke phir rulaa diyaa pahale zaraa ha.Nsaa diyaa, jii bhar ke phir rulaa diyaa qismat pe iKtiyaar kyaa, qismat kaa aitabaar kyaa apanaa chaman uja.D gayaa, aayegii ab bahaar kyaa ai dil machal machal ke yuu.N \threedots TuuTaa hai is taraha se dil kaa.Np uThii hai zi.ndagii, kaa.Np uThii hai zi.ndagii TuuTaa hai is taraha se dil kaa.Np uThii hai zi.ndagii, kaa.Np uThii hai zi.ndagii jiite jii ham to mar gaye, maut kaa i.ntazaar kyaa apanaa chaman uja.D gayaa, aayegii ab bahaar kyaa ai dil machal machal ke yuu.N, rotaa hai zaar zaar kyaa % #endindian \endsong