% \startsong \stitle{lauT gayaa Gam kaa zamaanaa}% \film{Naya Aadmi}% \year{}% \starring{}% \singer{Hemant}% \music{Vishwanath-Ramamurthy}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Pritvhiraj Dasgupta % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % he: aa aa aa aa la: aa aa aa aa la: lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa he: lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa he: duur gagan me.n dekho chamake aashaao.n ke taare aashaao.n ke taare jhilamil pyaare pyaare la: badalii me.n chhupkar taaro.n ke sa.ng cha.ndaa kare ishaare cha.ndaa kare ishaare do: kisakii lagan me aaj pavan hai.n baago.n me.n iThalaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa la: raat nayii har baat nayii hai.n nayaa nayaa hai zamaanaa kaisaa samaa suhaanaa kaisaa samaa suhaanaa he: gaaye cha.ndaniyaa dhiire dhiire priit bharaa afasaanaa priit bharaa afasaanaa la: aaj mere chhoTe se man me.n aashaa hai musakaatii do: lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa % #endindian \endsong %