% \startsong \stitle{shamaa par jal kar bhii paravaanaa}% \film{Meenar}% \year{1954}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Vandana Vidwans % Transliterator: Vandana Vidwans % Date: July 26, 1999 % Credits:U V Ravindra % Editor: % Comments: From "Geet Kitne Gaa Chuki Hun", rare Asha songs % commemorative cassette made for the East Coast RMIMeet '98 % by Neha Desai, Richa Dubey, Chetan Vinchhi & Ashok Dhareshwar % The prelude "sitaaro.n se aage" is from a Iqbal ghazal. % \printtitle #indian % sitaaro.n se aage jahaa.N aur bhii hai.n abhii ishq ke imtahaa.N aur bhii hai shamaa par jal kar bhii paravaanaa fanaa hotaa nahii.n saaz se jaise kabhii naGamaa judaa hotaa nahii.n maut to chhoTii sii hai ek aazamaa_ish ishq kii dard\-e\-ulafat jaa.N dekar bhii adaa hotaa nahi.n shamaa par \threedots hai zamii.n se aasamaa.n tak jaa rahii thii ma.nzile.n khatm mar jaane se bhii ye silsilaa hotaa nahii.n shamaa par \threedots % #endindian \endsong %