% \startsong \stitle{shikaayat kyaa karuu.N dono.n taraf Gam kaa fasaanaa hai}% \film{Kundan}% \year{}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Somesh Gaur % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % shikaayat kyaa karuu.N dono.n taraf Gam kaa fasaanaa hai mere aage muhabbat hai, tere aage zamaanaa hai pukaaraa hai tujhe ma.nzil ne lekin mai.n kahaa.N jaa_uu.N bichha.Dakar terii duniyaa se kahaa.N meraa Thikaanaa hai mubaarak ho tujhe jaan\-e\-vafaa majabuuriyaa.N terii mujhe to zi.ndagii bhar pyar kaa vaadaa nibhaanaa hai % #endindian \endsong %