% \startsong \stitle{chandaa suuraj laakho.n taare}% \film{}% \year{}% \starring{}% \singer{Nusrat Fateh Ali Khan}% \music{A R Rahman}% \lyrics{}% % % Contributor: Mutabanna Iqbal % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: Gurus of Peace % \printtitle #indian % chandaa suuraj laakho.n taare hai.n jab tere hii ye saare kis baat par hotii hai phir taqaraare khi.nchii hai.n lakiire.n is zamiin pe, par na khii.ncho dekho biich me.n do dilo.n ke hai diivaare duniyaa me.n kahii.n bhii, dard se koii bhii karate to hamako yahaa.N pe ehasaas usake zakhmo.n ka ho ke apanaa bhii dil bhar bhar laaye.n roye na kahe.n duurii kyo.n dilo.n me.n rahe.n faasale.n kyo.n ba.Dhate rahe.n pyaarii hai zi.ndagii hai pyaaraa jahaa.N rishte ba.Dii mushkilo.n se banate hai.n yahaa.N pe lekin TuuTane ke liye, bas ek hii lamhaa ishq davaa hai har ek dard kii za.njiir ishq hai har ek rishte kii ishq saari hado.n ko to.D Daale ishq to duniyaa ko pal me.n miTaa bhii le ishq hai jo saare jahaa.N ko aman bhii de raunak hai ishq se hii saare aalam kii chandaa suuraj laakho.n taare hai.n jab tere hii ye saare kis baat par hotii hai.n phir taqaraare khi.nchii hai.n lakiire.n is zamiin pe, par na khii.ncho dekho biich me.n do dilo.n ke hai diivaare duniyaa me.n kahii.n bhii, dard se koii bhii % #endindian \endsong %