% \startsong \stitle{ek raat me.n do do chaa.Nd khile}% \film{Barkha}% \year{1959}% \starring{Anant Kumar, Nanda, Jagdeep, Subha Khote}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Alfaaz % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: Vinay P Jain % \printtitle #indian % ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile ek ghuu.NghaT me.n, ek badalii me.n apanii apanii ma.nzil se mile ek ghuu.NghaT me.n, ek badalii me.n ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile \threedots badalii kaa vo chaa.Nd to sabakaa hai ghuu.NghaT kaa ye chaa.Nd to apanaa hai mujhe chaa.Nd samajhane vaale bataa ye raat hai yaa koii sapanaa hai ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile \threedots maaluum nahii.n do an_jaane raahii kaise mil jaate hai.n phuulo.n ko agar khilanaa hai to vo viiraano.n me.n khil jaate hai.n ek raat me.n do\-do chaa.Nd khile \threedots % #endindian \endsong %