% \startsong \stitle{jiine do aur jiyo...maranaa to sabako hai jii ke bhii dekh le}% \film{Taxi Driver}% \year{}% \starring{Dev Anand, Kalpana Karthik}% \singer{Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Series: The Missing Element (1) % \printtitle #indian % jiine do aur jiyo cha.Dhatii javaanii ke din hai.n phir aisaa samaa.N milegaa kahaa.N yahii zi.ndagaanii ke din hai.n maranaa to sabako hai jii ke bhii dekh le chaahat kaa ek jaam pii ke bhii dekh le maranaa to sabako hai \threedots ye havaa ye fizaa kahatii hai jhuum le mazaa le koii phuul chun, koii Kvaab bun dil kaa muqaddar jagaa le maranaa to sabako hai jii ke bhii dekh le chaahat kaa ek jaam pii ke bhii dekh le maranaa to sabako hai \threedots ye hasii.n zi.ndagii hai ik rasiilaa taraanaa na le dil me.n Gam, o mere sanam ki hai ye khushii kaa zamaanaa maranaa to sabako hai jii ke bhii dekh le chaahat kaa ek jaam pii ke bhii dekh le maranaa to sabako hai \threedots % #endindian \endsong %