% \startsong \stitle{koii nahii.n meraa is duniyaa me.n aashiyaa.N barabaad hai}% \film{Daag}% \year{1952}% \starring{Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran}% \singer{Talat}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Rajan Gautam % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Hrishi Dixit, Balaji A S Murthy % Series : % \printtitle #indian % chaa.Nd ek bevaa kii chuu.Dii kii tarah TuuTaa hu_aa har sitaaraa besahaaraa soch me.n duubaa hu_aa Gam ke baadal, ik janaaze kii tarah Thahare hu_e sisakiyo.n ke saaz par kahataa hai dil rotaa hu_aa ko_ii nahii.n meraa is duniyaa me.n aashi_aa.N barbaad hai aa.Nsuu bharii mujhe qismat milii hai zindagii naashaad hai jaa havaa tuu rastaa le apana qismat hai merii jii ke ta.Dapanaa) \-2 aayii hai mere Gam pe javaanii rotii huii ik yaad hai koii nahii.n meraa \threedots suukh chuke hai.n aa.Nkho.n ke jharane luuT liyaa hame.n daaG\-e\-jiGar ne phuul nahii.n ye zakhm khile hai.n\-2 aasamaa.N saiyyaad hai\-2 koii nahii.n meraa \threedots mausam dukho.n kaa sar par hai chaayaa mujhase judaa hai Khud meraa saayaa) \-2 ham hai.n akele Gam ke hai.n mele ruuh kii fariyaad hai koii nahii.n meraa \threedots % #endindian \endsong %