% \startsong \stitle{sai.nyaa binaa ghar suunaa}% \film{Aangan Ki Kali}% \year{1979}% \starring{Rakesh Roshan, Lakshmi, Baby Geeta}% \singer{Lata, Bhupinder}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Shaili Shailendra}% % % Contributor: Surajit A Bose % Transliterator: Surajit A Bose % Credits: % Editor: Vinay P Jain % \printtitle #indian % lataa: sai.nyaa.N binaa ghar suunaa, suunaa sai.nyaa.N binaa ghar suunaa raahii binaa jaise suunii galiyaa.N bin Khushabuu jaise suunii kaliyaa.N sai.nyaa.N binaa ghar suunaa ... suunaa din kaalii ratiyaa a.Nsuvan se bhiige takiyaa har aahaT pe Darii-Darii raah take merii a.Nkhiyaa.N chaa.Nd binaa jaise suunii ratiyaa phuul binaa jaise suunii bagiyaa sai.nyaa.N binaa ghar suunaa ... a.Ndhiyaare baadal chhaae kuchh bhii naa man ko bhaae dekh akelii ghere mujhe yaado.n ke kaale saaye chaa.Nd binaa jaise suunii ratiyaa phuul binaa jaise suunii bagiyaa sai.nyaa.N binaa ghar suunaa ... bhuupindar: aa.Nsuu yuu.N na bahaao ye motii na luTaao rukatii nahii.n hai vaqt kii dhaaraa pal-pal badale jag ye saaraa jaise Dhalegii raat a.Ndherii musakaaegaa suuraj pyaaraa sukh ke lie pa.De dukh bhii sahanaa ab na kabhii phir tum ye kahanaa sai.nyaa.N binaa ghar suunaa ... % #endindian \endsong %