% \startsong \stitle{zaraa sii baat kaa huzuur ne fasaanaa kar diyaa}% \film{Musafir Khana}% \year{1955}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % zaraa sii baat kaa huzuur ne fasaanaa kar diyaa aise ruuThe ho ji sai.nyyaa ki diivaanaa kar diyaa mukhase na bolii, mai.n to yuu.N hii zaraa ban ke itanii sii baat pe jii chal diye tan ke bas itanii baat kaa huzuur ne fasaanaa kar diyaa aise ruuThe ho \threedots pyaar me.n tere aise jiyaa moraa dha.Dake kahanii pa.Dii hai dil kii baat nazar se nazar kii baat kaa, huzuur ne fasaanaa kar diyaa aise ruuThe ho \threedots jab se lagaayii tore pyaar kii bindiyaa chain dino.n kaa khoyaa, raato.n kii nindiyaa mere din raat kaa huzuur ne fasaanaa kar diyaa aise ruuThe ho \threedots % #endindian \endsong %