% \startsong \stitle{badalii-badalii duniyaa hai merii}% \film{Sangeet Samrat Tansen}% \year{1962}% \starring{Bharat Bhushan, Anita Guha}% \singer{Lata, Mahendra Kapoor}% \music{S N Tripathi}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Himanshu Gupta % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/09/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar % Surajit A Bose % Editor: Rajiv Shridhar % Vinay P Jain % \printtitle #indian % ma: paradesii ghar aae ki rah-rah kare vichaar pahale kisakaa naam luu.N, kisakii karuu.N pukaar ma: (badalii-badalii duniyaa hai merii jaaduu hai ye kyaa tere nainan kaa ) - 2 la: (banake kajaraa a.Nkhiyo.n me.n rahaa ek su.ndar sapanaa bachapan kaa ) - 2 la: kahatii thii sadaa dil kii dha.Dakan - 2 tuu baiTh bichhaake apane nayan sachchii hai agar ye terii lagan lauT aaegaa saathii jiivan kaa do: badalii-badalii duniyaa ... ma: mere giito.n ke cha.nchal svar - 2 aae ho.nge baadal banakar barase ho.nge is aa.Ngan par deke sa.ndes mere man kaa do: badalii-badalii duniyaa ... la: is raat ko chaa.Nd tale ye milan do: is raat ko chaa.Nd tale ye milan la: chup dekh rahaa hai niil gagan do: dauharaayegaa ye mad-mast pavan sa.ngiit hamaarii dha.Dakan kaa badalii-badalii duniyaa ... % #endindian \endsong %