% \startsong \stitle{bhuul sakataa hai bhalaa kaun}% \film{Dharmputra}% \year{1961}% \starring{Shashi Kapoor, Indrani Mukherjee}% \singer{Mahendra Kapoor}% \music{N Dutta}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Hrishi Dixit % Transliterator: Hrishi Dixit % Date: October 24, 1999 % Credits: % Comments: Geetanjali series % \printtitle #indian % bhuul sakataa hai bhalaa kaun ye pyaarii aa.Nkhe.n ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n bhuul sakataa hai bhalaa kaun \threedots merii har sos ne har soch ne chaahaa hai tumhe.n jab se dekhaa hai tumhe.n tab se saraahaa hai tumhe.n bas ga_ii hai.n merii aa.Nkho.n me.n tumhaarii aa.Nkhe.n ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n bhuul sakataa hai bhalaa kaun \threedots tum jo nazaro.n ko uThaao to sitaare jhuk jaaye.n tum jo palko.n ko jhukaao to zamaane ruk jaaye.n kyuu.N na ban jaaye.n in aa.Nkhon kii pujaarii aa.Nkhen ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n bhuul sakataa hai bhalaa kaun \threedots jaagatii raato.n ko sapano.n kaa khazaanaa mil jaaye tum jo mil jaao to jiine ka bahaanaa mil jaaye apanii qismat pe kare naaz hamaarii aa.Nkhen bhuul sakataa hai bhalaa kaun ye pyaarii aa.Nkhe.n ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n bhuul sakataa hai bhalaa kaun \threedots % #endindian \endsong %