% \startsong \stitle{bahut pyaar karate hai.n, tum ko sanam, qasam chaahe le lo}% \film{Saajan}% \year{}% \starring{Madhuri, Sanjay Dutt, Salman Khan}% \singer{S P Balasubramaniam / Anuradha Paudwal}% \music{Nadeem-Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: Parimal, Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % bahut pyaar karate hai.n, tum ko sanam (2) kasam chaahe le lo (2) khudaa kii kasam hame.n har gha.Dii, aarazU hai tumhaarii (2) hotii hai kaisii, sanam bekaraarii mile.nge jo tum ko to (2) bataaye.nge ham bahut pyaar \threedots hamaarii gajal hai, tassavur tumhaaraa (2) tumhaare binaa ab, naa jiinaa hamaaraa tumhe yU.n hii chaahe.nge (2) jab tak hai dam bahut pyaar \threedots saagar kii baaho.n me.n, mauje.n hai.n jitanii (2) hamako bhii tumase, muhabbat hai utanii ke ye bekarArI naa (2) ab hogii kam bahut pyaar \threedots % #endindian \endsong %