% \startsong \stitle{la.Dakii tumhaarii ku.nvaarii rah jaatii}% \film{Krodhi}% \year{1981}% \starring{Dharmendra, Zeenat Aman, Shashi Kapoor, Hema Malini, Sachin}% \singer{Asha, Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Nita % Transliterator: Nita % Date: 15th March, 2000 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % kishor: la.Dakii tumhaarii ku.nvaarii rah jaatii ki maano hamaaraa ehasaan ki la.Dake ne haa.N kar dii aashaa: la.Dakaa tumhaaraa ku.nvaaraa rah jaataa ki maano hamaaraa ehasaan ki la.Dakii ne haa.N kar dii aashaa: o la.Dake ke dosto pahale tum ye kaam karo la.Dakii lene aa_e ho jhuk kar hamako salaam karo kishor: la.Dakii kii saheliyo.n ham jo zid par aae.nge la.Dakii lene aa_e hai.n tum ko bhii le jaae.nge aashaa: Gusaa ye saaraa kaa saaraa rah jaataa ki maano hamaaraa ehasaan ki la.Dakii ne haa.N kar dii kishor: ham kab maanane vaale the jaane kaise maan gae la.Dakii jaduugaranii hai hamjaan gae pahachaan gae aashaa: la.Dake ne sau Kat likhe tab ham ne iqaraar kiyaa la.Dakii ko is shaadii par mushkil se tayyaar kiyaa kishor: saarii kii saarii tayyaarii rah jaatii ki maano hamaaraa ehasaan ki la.Dake ne haa.N kar dii #chorus#: ki maano hamaaraa ehasaan ki la.Dakii ne haa.N kar dii ki maano hamaaraa ehasaan ki la.Dake ne haa.N kar dii % #endindian \endsong %