% \startsong \stitle{nanhe munne bachche terii muTThii me.n kyaa hai}% \film{Boot Polish}% \year{1954}% \starring{David, Baby Naaz, Rattan Kumar}% \singer{Rafi, Asha, chorus}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Date: 15th March, 2000 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % ra: (nanhe munne bachche terii muTThii me.n kyaa hai) \- 2 aa: muTThii me.n hai taqadiir hamaarii ko: muTThii me.n hai taqadiir hamaarii aa: ham ne qismat ko bas me.n kiyaa hai ko: ham ne qismat ko bas me.n kiyaa hai ra: (bholii bhalii matavaalii aa.Nkho.n me.n kyaa hai) \-2 aa: aa.Nkhon me.n jhuume ummiido.n kii divaalii ko: aa.Nkhon me.n jhuume.n ummiido.n kii divaalii aa: aanevaalii duniyaa kaa sapanaa sajaa hai ko: aanevaalii duniyaa kaa sapanaa sajaa hai \threedots ra: (bhiikh me.n jo motii mile loge yaa na loge zi.ndagii ke aa.Nsuu_o.n kaa bolo kyaa karoge) \-2 aa: bhiikh me.n jo motii mile to bhii ham naa le.nge ko: bhiikh me.n jo motii mile to bhii ham naa le.nge aa: zi.ndagii ke aa.Nsuu_o.n kii maalaa pahane.nge ko: zi.ndagii ke aa.Nsuu_o.n kii maalaa pahane.nge aa: mushkilo.n se la.Date bhi.Date jiine me.n mazaa hai ko: mushkilo.n se la.Date bhi.Date jiine me.n mazaa hai ra: (ham se na chhupaao bachcho hame.n bhii bataao aanevaale duniyaa kaisii hogii samajhaao) \-2 aa: aanevaale duniyaa me.n sab ke sar pe taaj hogaa ko: aanevaale duniyaa me.n sab ke sar pe taaj hogaa aa: na bhuukho.n kii bhii.D hogii na dukho.n kaa raaj hogaa ko: na bhuukho.n kii bhii.D hogii na dukko.n kaa raaj hogaa aa: badalegaa zamanaa ye sitaaro.n pe likhaa hai ko: badalegaa zamanaa ye sitaaro.n pe likhaa hai \threedots % #endindian \endsong %