% \startsong \stitle{saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa}% \film{Julie}% \year{1975}% \starring{Laxmi, Vikram}% \singer{Asha, Usha}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor : Surajit Bose % Transliterator : Surajit Bose % Credits % \printtitle #indian % aashaa: aa aa aa, huu.N uu.N, aa aa saa.Nchaa naam teraa ho, saa.Nchaa naam teraa tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa sagaraa jagat hai jhuuThaa saathii TuuTe diipak bujh jaaye baatii ushaa: har ra.ng me.n tuu sa.ng me.n hai chaahe saa.Njh ho chaahe saveraa dono.n: saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa aashaa: mai.n tujh me.n khoii re uushaa: duujaa na koii re aashaa: aa, jaagii yaa soii re tuu ek apanaa jiivan sapanaa dono.n: sagaraa jagat hai jhuuThaa saathii TuuTe diipak bujh jaaye baatii aashaa: mai.n ne bigaa.Daa har kaam apanaa tuune sa.Nvaaraa har kaam meraa dono.n: saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa aashaa: duHkh sukh kii dhaaraa uushaa: tuu hai kinaaraa aashaa: huu.N manamohan pyaaraa sab kaa khevaiyaa kR^ishhNa ka.nhaiyaa dono.n: sagaraa jagat hai jhuuThaa saathii TuuTe diipak bujh jaaye baatii aashaa: to.D ke ye man ma.ndir banaa duu.N ho man ke ma.ndir me.n dhaam teraa dono.n: saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa % #endindian \endsong %