% \startsong \stitle{aa.Nkho.n me.n base ho tum}% \film{Takkar}% \year{}% \starring{Sunil Shetty, Deepti Bhatnagar, Naseeruddin}% \singer{Abhijit, Alka Yagnik}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Maya Govind}% % % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % abhi: hai e ho o \threedots alkaa: laah laa laa \threedots abhi: aa.nkho.n me.n base ho tum (aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngaa) \-2 aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa alkaa: aa.nkho.n me.n base ho tum (aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngii) \-2 aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii alkaa: takadiir merii ab to takadiir tumhaarii hai zahaa.n dil thaa kabhii meraa tasviir tumhaarii hai abhi: ye lab jo tere laraze mere dil me.n huii halachal meraa chain churaataa hai terii aa.Nkh kaa kaajal alkaa: abhii chain churaayaa hai (abhii chain churaayaa hai, kal tumhe.n churaa luu.Ngii) \-2 jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngii abhi: he e ho o abhi: tuu paas jo mere hai, kyaa kaam bahaaro.n se ye chamakiile nainaa, kyaa kaam sitaaro.n se alkaa: tere naam kii dha.Dakan huu.N tere naam kii saa.nse.n huu.N ik pal naa judaa ho tum aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n ho.n abhi: koii naame\-e\-vafaa pUchhe (koii naame\-e\-vafaa pUchhe, mai.n naam teraa luu.ngaa) \- 2 jab chaahuu.N dekhuu.N, aa_iinaa banaa luu.ngaa abhi: ho o alkaa: aa alkaa: aa.nkho.n me.n base ho tum (aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngii ) \- 2 abhi: he e ho o % #endindian \endsong %