% \startsong \stitle{samaa ke dil me.n hamaare zaraa Kayaal rahe}% \film{Anhonee}% \year{1952}% \starring{Raj Kapoor, Nargis}% \singer{Talat, Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Satyendra}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % samaa ke dil me.n hamaare zaraa Kayaal rahe hame.n na koii pukaare zaraa Kayaal rahe bahaar ban ke koii is chaman me.n aa hii gayaa hamaare soye hue pyaar ko jagaa hii gayaa javaa.N hue hai.n nazaare zaraa Kayaal rahe hame.n na koii pukaare \threedots ye dil ka dard nigaaho.n kii pyaas dhokhaa zamii.n pe rah ke sitaaro.n kii aas dhokhaa hai ye sabz\-o\-baaG hai.n saare zaraa hai.n pyaase nain bechaare zaraa Kayaal rahe na Dagamagaa de ye kashtii bha.Nvar zamaane kaa yahii to vaqt hai maa.Njhii ko aazamaane kaa na chhuuT jaaye kinaare zaraa Kayaal rahe hai.n pyaase nain bechaare zaraa Kayaal rahe ye giit gaate hue mast vaadiyo.n kii qasam mai.n ik tumhaare ishaare pe rakh rahii huu.N qadam ham ab hue hai.n tumhaare zaraa Kayaal rahe hai.n pyaase nain bechaare zaraa Kayaal rahe samaa ke dil me.n hamaare \threedots % #endindian \endsong %