% \startsong \stitle{bamba_ii se aayaa meraa dost}% \film{Aap Ke Khaatir}% \year{1977}% \starring{Vinod Khanna, Rekha}% \singer{Bappi Lahiri}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Shaili Shailendra}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % % miiThii hai mausambii to ka.Davaa hai karelaa maashuuq tere andar tuu hik tuu hik tuu bahaar kha.Delaa jaa jaa javaanii kabase hik kabase hik kabase bulaa rahii hai buDDhii ke chakkar me.n tuu kaaeku hik kaaeku hik kaaeku pa.Delaa bamba_ii se aayaa meraa dost, dost ko salAm karo \- 2 rAt ko khAo piyo, din ko ArAm karo vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah sab milake naacho gaao, chhuTTii hai mauj manaao \- 2 are are sab milake naacho gaao, chhuTTii hai mauj manAo \- 2 bamba_ii se aayaa meraa dost \threedots vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah gaye raajaa mahaaraajaa, ab sab tujha maajhaa \- 2 are are milake bajaao baajaa, halavaa khaao taajaa \- 2 sabhii amiir bano, gariibii duur karo raat ko khaao piyo, din ko aaraam karo bamba_ii se aayaa meraa dost \threedots vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah ab naa koI ho ka.Dakaa, naa koI paise vaalaa \- 2 are are naache.nge sab milake, jiijaa ho yaa saalaa \- 2 chho.Do kaale dhandhe, safed kaam karo raat ko khaao piyo, din ko aaraam karo bamba_ii se aayaa meraa dost, dost ko salaam karo \- 2 raat ko khaao piyo, din ko aaraam karo % #endindian \endsong %