% \startsong \stitle{bhuul jaaye.n saare Gam}% \film{Nausherwan-e-Adil}% \year{1957}% \starring{Sohrab Modi,Raaj Kumar,Mala Sinha}% \singer{Lata,Rafi}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Parvez Shamsi}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:17 Mar 2001 % Credits: % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % la: bhuul jaaye.n saare Gam, Duub jaaye.n pyaar me.n do: baj rahii hai dhun yahii, raat ke sitaar me.n bhuul jaaye.n saare Gam ra: ha.Ns rahe hai phuul jo,gaa rahaa hai gulsitaa la: gaa rahaa hai gul jahaa.n,gaa rahaa hai aasamaa.n ra: (tuu hii tuu hai sadaa)\-2 laakh me.n hazaar me.n do: bhuul jaaye.n saare Gam \threedots la: sharm se jo hai Darii, aa nahii.n rahii ha.Nsii ra: bekhudii me.n bekhudii, kar rahii hai gud_gudii la: (ham rahe karaar me.n)\-2 dil na hai karaar me.n do: bhuul jaaye.n saare Gam \threedots ra: ishq me.n jahar(?) hai, kuch hame.n khatar nahii.n do: ishq me.n jahar hai, kuch hame.n khatar nahii.n la: (bijaliyo.n se Dar nahii.n)\-2 do: (chalatii jaaye.n aashiyaa.N)\-2 thaamakar bahaar me.n do: bhuul jaaye.n saare Gam % #endindian \endsong