% \startsong \stitle{mai.n rik.hshaavaalaa}% \film{Chhoti Behan}% \year{1959}% \starring{Balraj Sahni, Nanda, Shubha Khote}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: % Date: Nov 29, 2000 % Credits: % Comments: % \printitle % #indian mai.n rik.hshaavaalaa mai rik.hshaalaa hai.n chaar ke baraabar ye do Taa.Ng vaalaa kahaa.N chaloge baabuu kahaa.N chaloge laalaa mai.n rik.hshaavaalaa \threedots duur duur duur ko_ii mujhako bulaa_e mujhako bulaa_e kyaa karuu.N dil use bhuul na paa_e bhuul na paa_e mai.n rishate.n joruu.N dil ke mujhe hii ma.nzil pe ko_ii na pahu.Nchaa_e ko_ii na pahu.Nchaa_e mai.n rik.hshaavaalaa \threedots thii kabhii chaa.Nd tak apanii uu.Daan apanii uu.Daan ab ye dhuul ye sa.Dak apanaa jahaa.N apanaa jahaa.N jo ko_ii dekhe chau.Nke.n uparavaalaa bhii soche ye kaisaa inasaan ye kaisaa inasaan mai.n rik.hshaavaalaa \threedots raat din har gha.Dii ek savaal ek savaal roTiiyaa.n kam hai.n kyo.N kyo.N hai aakaal kyo.N hai aakaal kyo.N duniyaa me kamii hai.n ye chorii kisane kii hai kahaa.N hai saaraa maal kahaa.N hai saaraa maal mai.n rik.hshaavaalaa \threedots % #endindian \endsong %