% \startsong \stitle{mujhe bhii maut kaa paigaam}% \film{Luteraa}% \year{1955}% \starring{Nasir Khan,Jabeen,Begum Para}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator: % Credits:Hrishi Dixit % Date:January 28,2001 % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % nazar ke saamane jab luT gayaa jahaa.N meraa koii bataaye ke kaun aaye.n(?) ab kahaa.N meraa (mujhe bhii maut kaa paiGaam aa jaaye to achchhaa ho)\-2 hameshaa ke liye aaraam aa jaaye to achchhaa ho (tumhaare saath jiine kii tamanna kii, huii ruKasat)\-2 agar ab zi.ndagii kii shaam aa jaaye to achchhaa ho mujhe bhii maut\threedots (mubaarak ho tujhe to ab khushii ke jaam ai duniyaa)\-2 (yahaa.N to zahar kaa ik jaam aa jaaye to achchhaa ho)\-2 mujhe bhii maut\threedots % #endindian \endsong %