% \startsong \stitle{sau saal pahale mujhe tum se pyaar thaa}% \film{Asli Naqli}% \year{1961}% \starring{Dev Anand, Sadhana}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: David Windsor % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % sau saal pahale mujhe tum se pyaar thaa aap bhii hai aur kal bhii rahegaa sadiyo.n se tujh se milane jiyaa beqaraar thaa aaj bhii hai aur kal bhii rahegaa tum ruuThaa na karo merii jaa.N merii jaan nikal jaatii hai tum ha.Nsatii rahatii ho to ik bijalii sii chamak jaatii hai mujhe jiite jii o dilabar, teraa i.ntazaar thaa aaj bhii hai aur aur kal bhii rahegaa sau saal \threedots is dil ke taaro.n me.n madhur jha.nkar tumhii se hai aur yah hasiin jalavaa yah mast bahaar tumhii se hai dil to meraa sanam, teraa talabagaar thaa aaj bhii hai aur aur kal bhii rehegaa sau saal \threedots in pyaar kii raaho.n me.n kaho to ab dil ko luTaa duu.N mai.n o chaa.Ndii ke qadamo.n me.n dha.Dakate dil ko bichhaa duu.N mai.n tujhe mere jiivan par sadaa iKtiyaar thaa aaj bhii hai aur aur kal bhii rehegaa sau saal /threedots % #endindian \endsong %