% \startsong \stitle{ab to mere Kudaa mujhe jalavaa dikhaaiye}% \film{}% \year{}% \starring{}% \singer{Jagjit Singh, Chitra Singh} \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Irfan Moinuddin % Transliterator: K Vijay Kumar % Comments: Album - Tareef us Khuda Ki % \printtitle #indian % ab to mere Kudaa mujhe jalavaa dikhaaiye apane namaaziyo.n kaa kahaa maan jaaiye kuchh kah rahii hai.n aap se siine kii dha.Dakane.n meraa nahii.n to dil kaa kahaa maan jaaiye apane namaaziyo.n kaa kahaa maan jaaiye mai.n jaanataa huu.N tuu ba.Daa rahamat\-navaaz hai sab ke dilo.n pe raham kaa jaadu jagaaiye apane namaaziyo.n kaa kahaa maan jaaiye muddat se tishnagii hai tumhaare jamaal kii nuur\-e\-kamaal se zaraa pardaa uThaaiye apane namaaziyo.n kaa kahaa maan jaaiye % #endindian \endsong %