% \startsong \stitle{ai chaa.Nd zaraa sun le}% \film{Pyar ki manzil}% \year{1950}% \starring{Rehman, Munawar Sultana, Gope}% \singer{Lata, Husnalal}% \lyrics{Shevan Rizvi}% \music{Husnlal-Bhagatram}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Date: Mar 15, 2001 % Availability: All Time Greats Husnalal-Bhagatram - CD/CS % \printitle #indian % l: ai chaa.Nd zaraa sun le chhoTaa saa fasaanaa hai hu: tujh par bhii javaanii hai apanaa bhii zamaanaa hai ai chaa.Nd zaraa sun le hu: ik husn kaa panaghaT par ik husn kii raanii thii Kaamosh nigaahe.n thii Gurabat me.n javaanii thii l: Kaamosh nigaaho.n kaa kuchh haal sunaanaa hai ai chaa.Nd zaraa sun le \threedots l: anajaan kii nazaro.n me.n kuchh aisii hu_ii baate.n pahachaanii hu_ii jaise hotii hai.n mulaaqate.n hu: kyaa dil me.n kisii ke thaa ye dil ne hii jaanaa hai ai chaa.Nd zaraa sun le \threedots l: aa.Nkho.n se hamaarii vo tasaviir nahii.n jaatii hu: pahale kii tarah ham ko kyo.n nii.nd nahii.n aatii l: vo aur zamaanaa thaa ye aur zamaanaa hai ai chaa.Nd zaraa sun le \threedots % #endindian \endsong %