% \startsong \stitle{aisii muhabbat se hum baaz aaye}% \film{Nirala}% \starring{Madhubala, Dev Anand}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{P L Santoshi}% % % Contributor: Kanti Shah % Transliterator: % Date: April 26, 1999 % Credits: % Editor: % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % aisii muhabbat se ham baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisii muhabbat se ham baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye (banaakar tumhe.n apanaa kyaa hamane paayaa khushii luT gayii chain dil kaa ga.nvaayaa) \-2 ba.De Gam sahe aur bahut dukh uThaaye aisii muhabbat se ham baaz aaye \threedots (tasavvur me.n tumase hu_ii kitanii baate.n guzaarii bahut jaag kar hamane raate.n) \-2 kabhii hamane chhup chhup ke aa.nsuu bahaaye aisii muhabbat se ham baaz aaye \threedots aisii muhabbat se ham baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye % #endindian \endsong %